Waqt To Do Hi Mushkil Gujre

Advertisement

वक़्त तो दो ही मुश्किल गुजरे हैं सारी उम्र में,
इक तेरे आने के पहले इक तेरे जाने के बाद।
Waqt To Do Hi Mushkil Gujre Hain Saari Umr Mein,
Ek Tere Aane Se Pehle Ik Tere Jaane Ke Baad.

तुम फिर ना आ सकोगे, बताना तो था ना मुझे,
तुम दूर जा कर बस गए मैं ढूंढ़ता ही रह गया।
Tum Phir Na Aa Sakoge Batana To Tha Na Mujhe,
Tum Door Jaakar Bas Gaye Main Dhoondhta Hi Reh Gaya.

Advertisement

चला जाऊंगा जैसे खुद को तन्हा छोड़ कर,
मैं अपने आपको रातों में उठकर देख लेता हूँ।
Chala Jaunga Jaise Ḳhud Ko Tanha Chhoḍ Kar,
Main Apne AapKo Raaton Mein Uthh Kar Dekh Leta Hoon.

मुझको मेरी तन्हाई से अब शिकायत नहीं है,
मैं पत्थर हूँ मुझे खुद से भी मोहब्बत नहीं है।
Mujhko Meri Tanhaai Se Ab Shikayat Nahi Hai,
Main Patthar Hoon Mujhe Khud Se Bhi Mohabbat Nahi Hai.

Advertisement

Jahan Tanha Miloge Tum

Chhod Do Tanha Hi Mujhko

Advertisement

You may also like