Akele Dil Ki Raahon Mein
गीले कागज की तरह है जिंदगी अपनी,
कोई जलाता भी नहीं कोई बहाता भी नहीं,
इस क़दर है अकेले राहों में दिल की,
कोई बुलाता भी नहीं कोई बतलाता भी नहीं।
Geele Kagaz Ki Tarah Hai Zindagi Apni,
Koi Jalata Bhi Nahin Koi Bahata Bhi Nahin,
Iss Qadar Hain Akele Raahon Mein Dil Ki,
Koi Bulata Bhi Nahi Koi Batlata Bhi Nahin.
सुकून अपने दिल का मैंने खो दिया,
खुद को तन्हाई के समंदर में डुबो दिया,
जो था मेरे कभी मुस्कुराने की वजह,
आज उसकी कमी ने मेरी पलकों को भिगो दिया।
Sukoon Apne Dil Ka Maine Kho Diya,
Khud Ko Tanhai Ke Samandar Mein Dubo Diya,
Jo Tha Mere Kabhi Muskurane Ki Wajah,
Aaj Uski Kami Ne Meri Palkon Ko Bhigo Diya.