Shayad Ehsaas-e-Tanhai Na Ho

Advertisement

एहतियातन देखता चल अपने साए की तरफ,
इस तरह शायद तुझे एहसास-ए-तन्हाई न हो।
Aihtiyatan Dekhta Chal Apne Saaye Ki Taraf,
Iss Tarah Shayad Tujhe Ehsaas-e-Tanhai Na Ho.

देख कर चेहरा पलट देते हैं अब वो आइना,
मौसम-ए-फुरकत उन्हें सूरत कोई भाती नहीं।
Dekh Kar Chehra Palat Dete Hain Ab Wo Aayina,
Mausam-e-Furqat Unhein Soorat Koi Bhaati Nahi.

Advertisement

एक पुराना मौसम लौटा याद भरी पुरवाई भी,
ऐसा तो कम ही होता है वो भी हो तन्हाई भी।
Ek Purana Mausam Lauta Yaad Bhari Purwai Bhi,
Aisa To Kam Hi Hota Hai Wo Bhi Ho Tanhai Bhi.

कितना भी दुनिया के लिए हँस के जी लें हम,
रुला देती है फिर भी किसी की कमी कभी-कभी।
Kitna Bhi Duniya Ke Liye Hans Ke Jee Lein Hum,
Rula Deti Hai Fir Bhi Kisi Ki Kami Kabhi-Kabhi.

कहने लगी है अब तो मेरी तन्हाई भी मुझसे,
मुझसे कर लो मोहब्बत मैं तो बेवफा भी नहीं।
Kehne Lagi Hai Ab To Meri Tanhai Bhi Mujh Se,
MujhSe Kar Lo Mohabbat Main To Bewafa Bhi Nahin.

Advertisement

Akele Hi Gujar Jaati Hai

Agar Tum Saath Nahi

Advertisement

Read more Loneliness Shayari in Hindi