Mujhse Kachche Ghar Nahi Bante

Advertisement

तुम बहते पानी से हो हर शक्ल में ढल जाते हो,
मैं रेत सा हूँ मुझसे कच्चे घर भी नहीं बनते।
Tum Bahete Paani Se Ho Har Shakl Mein Dhhal Jaate Ho,
Main Ret Sa Hoon Mujhse Kachche Ghar Bhi Nahi Bante.

Mujhse Kachche Ghar Nahi Bante Shayari

चमन में रहने वालों से तो हम सहरा-नशीं अच्छे,
बहार आके चली जाती है वीरानी नहीं जाती।
Chaman Mein Rehne Walo Se To Hum Sahra-Nashin Achhe,
Bahaar Aa Ke Chali Jati Hai Veerani Nahi Jaati.

Advertisement

तेरा साथ छूटा है सँभलने में वक्त तो लगेगा,
हर चीज इश्क़ तो नहीं जो एक पल में हो जाये।
Tera Saath Chhoota Hai Sambhalne Mein Waqt To Lagega,
Har Cheej Ishq To Nahi Jo Ek Pal Mein Ho Jaye.

सफर-ए-ज़िन्दगी में एक तेरे साथ की खातिर,
उस मंज़िल को भी छोड़ दिया जो मेरा मुकद्दर थी।
Safar-e-Zindagi Mein Ek Tere Saath Ki Khaatir,
Uss Manzil Ko Bhi Chhod Diya Jo Mera Muqaddar Thi.

Advertisement

Koyi Zindagi Mein Aata Hai

Dil Khafa Hai Kuchh Din Se

Advertisement

You may also like