Romantic Shayari (रोमांटिक शायरी)

Advertisement

Very Romantic Shayari, Tum Mil Gaye To

तुम मिल गए तो मुझ से नाराज है खुदा,
कहता है कि तू अब कुछ माँगता नहीं है।
Tum Mil Gaye To Mujh Se Naraj Hai Khuda,
Kahta Hai Ke Tu Ab Kuchh Mangta Nahi Hai.

Romantic Shayari - Baahon Mein Bahekne Ki Saza

मेरी बाँहों में बहकने की सज़ा भी सुन ले,
अब बहुत देर में आज़ाद करूँगा तुझको।
Meri Baahon Mein Bahekne Ki Saza Bhi Sun Le,
Ab Bahut Der Mein Aazad Karunga Tujhko.

Advertisement

Tera Naam Likha Jata Hai

अल्फाज़ की शक्ल में एहसास लिखा जाता है,
यहाँ पर पानी को प्यास लिखा जाता है,
मेरे जज़्बात वाकिफ से है मेरी कलम भी,
प्यार लिखूं तो तेरा नाम लिखा जाता है।

Alfaz Ki Shakl Mein Ehsaas Likha Jata Hai,
Yahan Par Paani Ko Pyaas Likha Jata Hai,
Mere Jazbat Se Wakif Hai Meri Kalam Bhi,
Pyar Likhu To Tera Naam Likha Jata Hai.

Advertisement

Romantic Shayari, Pyar Kitna Hai Tumse

तुम नहीं होते हो तो बहुत खलता है,
प्यार कितना है तुमसे पता चलता है।
Tum Nahi Hote Ho To Bahut Khalta Hai,
Pyar Kitna Hai Tumse Pata Chalta Hai.

उम्र निसार दूँ तेरी उस एक नज़र पे,
जो तू मुझे देखे और मैं तेरा हो जाऊं।
Umra Nisaar Doon Teri Uss Ek Nazar Pe,
Jo Tu Mujhe Dekhe Aur Main Tera Ho Jaaun.

तुझ में बात ही कुछ ऐसी है,
दिल न दिया तुझे तो जान चली जाएगी।
Tujh Mein Baat Hi Kuchh Aisi Hai,
Dil Na Diya Tujhe To Jaan Chali Jayegi.

Advertisement

Girlfriend Shayari Romantic, Kisi Ki Zindagi Ho Tum

उदास लम्हों की न कोई याद रखना,
तूफान में भी वजूद अपना संभाल रखना,
किसी की ज़िंदगी की ख़ुशी हो तुम,
बस यही सोच तुम अपना ख्याल रखना।

Udaas Lamhon Ki Na Koi Yaad Rakhna,
Toofan Mein Bhi Wajood Apna Sambhal Rakhna,
Kisi Ki Zindagi Ki Khushi Ho Tum,
Bas Yehi Soch Tum Apna Khayal Rakhna.

Kisi Ki Zindagi Ho Tum Shayari for Girlfriend

Advertisement

Tumhara Deedar Romantic Shayari

आँखों में आँखें डालकर तुम्हारा दीदार,
ये कशिश बयाँ करना मेरे बस की बात नही।
Aankhon Mein Aankhein Daalkar Tumhara Deedar,
Ye Kashish Bayan Karna Mere Bas Ki Baat Nahi.

एक शब गुजरी थी तेरे गेसुओं के छाँव में,
उम्र भर बेख्वाबियाँ मेरा मुकद्दर हो गयीं।
Ek Shab Gujri Thi Tere Gesuon Ki Chhav Mein,
Umr Bhar BeKhwaabiyan Mera Muqaddar Ho Gayin.