Judai Shayari

Here is a beautiful collection of Shayari about Separation in Hindi (जुदाई की शायरी). These all shayaris are dedicated to those lovers who are staying away from their partner due to some reason.

Advertisement

Judai Shayari, Jee Lenge Tumhare Bin

कह के आ गए उनसे कि जी लेंगे तुम्हारे बिन,
उनके जुदा होते ही जान पे बन आई है।
Keh Ke Aa Gaye Unse Ki Jee Lenge Tumhare Bin,
Unke Juda Hote Hi Jaan Pe Ban Aayi Hai.

Juda Huye Bahut Se Log Separation Shayari

जुदा हुए हैं बहुत से लोग एक तुम भी सही,
अब इतनी सी बात पे क्या ज़िन्दगी हैरान करें।
Juda Huye Hain Bahut Se Log Ek Tum Bhi Sahi,
Ab Itni Si Baat Pe Kya Zindagi Hairaan Karein.

Advertisement

Judai Status Shayari, Judai Ka Gham

उनकी तस्वीर को सीने से लगा लेते है,
इस तरह जुदाई का गम उठा लेते है,
किसी तरह जो ज़िक्र हो जाए उनका,
तो हँस कर भीगी पलकें झुका लेते है।
Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hain,
Is Tarah Judai Ka Gham Uthha Lete Hain,
Kisi Tarah Jo Zikr Ho Jaye Unka,
To Hans Kar Bhigi Palkein Jhuka Lete Hain.

Advertisement

Mulakaat Ka Anzaam Judai

हर मुलाक़ात का अंजाम जुदाई क्यों है?
अब तो हर वक़्त यही बात सताती है हमें।
Har Mulakaat Ka Anzaam Judai Kyun Hai?
Ab To Har Waqt Yehi Baat Satati Hai Hamein.

किसी से जुदा होना इतना आसान होता तो,
जिस्म से रूह को लेने फ़रिश्ते नहीं आते।
Kisi Se Juda Hona Itna Aasan Hota To,
Jism Se Rooh Ko Lene Farishte Nahi Aate.

Advertisement

Judai Shayari in Hindi, Jinhein Mili Judai

Jinhein Mili Judai Shayari

इश्क़ तो बस मुक़द्दर है कोई ख्वाब नहीं,
ये वो मंज़िल है जिस में सब कामयाब नहीं,
जिन्हें साथ मिला उन्हें उँगलियों पे गिन लो,
जिन्हें मिली जुदाई उनका कोई हिसाब नहीं।

Ishq To Bas Mukaddar Hai Koyi Khwaab Nahi,
Ye Wo Manzil Hai Jis Mein Sab Kamyaab Nahi,
Jinhein Saath Mila Unhen Ungliyo Pe Gin Lo,
Jinhein Mili Judai Unka Koyi Hisaab Nahi.

Advertisement

Ek Umr Bhar Ki Judai Hindi Shayari

एक उम्र भर की जुदाई मेरा नसीब करके,
वो तो चला गया है बातें अजीब करके,
तर्ज़-ए-वफ़ा को उसकी क्या नाम दूँ मैं अब,
खुद दूर हो गया है मुझको करीब करके।

Ek Umr Bhar Ki Judai Mera Naseeb Karke,
Wo To Chala Gaya Hai Baatein Ajeeb Karke,
Tarz-e-Wafa Ko Uski Kya Naam Doon Main Ab,
Khud Door Ho Gaya Hai Mujhko Kareeb Karke.