मेरी जबान के मौसम बदलते रहते हैं,
मैं तो आदमी हूँ मेरा ऐतबार मत करना।
Meri Jubaan Ke Mausam Badalte Rehte Hain,
Main To Aadmi Hoon Mera Aitbaar Mat Karna.
पहले ज़मीं बँटी फिर घर भी बँट गया,
इंसान अपने-आप में कितना सिमट गया।
Pehle Zamin Banti Phir Ghar Bhi Bant Gaya,
Insaan Apne Aap Mein Kitna Simat Gaya.
आइना कोई ऐसा बना दे, ऐ खुदा जो,
जो इंसान का चेहरा नहीं किरदार दिखा दे।
Aayina Koi Aisa Bhi Banaa De Ai Khuda,
Jo Insaan Ka Chehra Nahi Kirdaar Dikha De.
हर आदमी होते हैं दस बीस आदमी,
जिसको भी देखना कई बार देखना।
Har Aadmi Mein Hote Hain Das-Bees Aadmi,
Jisko Bhi Dekhna Kayi Baar Dekhna.
Insaan Ko Mare Hue
Aankhein Talash Karti Hain Insaan