Tere Gham Ne Mujhe Jeene Na Diya

Advertisement

कुछ मोहब्बत को न था चैन से रखना मंजूर,
और कुछ उन की इनायत ने जीने न दिया,
हादसा है कि तेरे सर पर इल्ज़ाम आया,
वाकया है कि तेरे ग़म ने मुझे जीने न दिया।

Kuchh Mohabbat Ko Na Tha Chain Se Rakhna Manzoor,
Aur Kuchh Unn Ki Inaayat Ne Jeene Na Diya,
Haadsa Hai Ke Tere Sar Par ilzaam Aaya,
Wakya Hai Ki Tere Gham Ne Mujhe Jeene Na Diya.

Advertisement

तेरे हसीन तस्सवुर का आसरा लेकर,
दुखों के काँटे मैं सारे समेट लेता हूँ,
तुम्हारा नाम ही काफी है राहत-ए-जां के लिए,
जिससे ग़मों की तेज हवाओं को मोड़ देता हूँ।

Tere Haseen Tasawwur Ka Aasra Lekar,
Dukhon Ke Kaante Main Saare Samet Leta Hoon,
Tumhara Naam Hi Kaafi Hai Raahat-e-Jaan Ke Liye,
JisSe Ghamon Ki Tej Hawaaon Ko Mod Leta Hoon.

Advertisement

Kis Baat Ka Gham Hai

Sun Kar Meri Daastaan-e-Gham

Advertisement

Read more Gham Shayari in Hindi