Barbadi Ke Afsane Kahan Jaate

Advertisement

ना मिलता ग़म तो बर्बादी के अफसाने कहाँ जाते,
चमन होती अगर दुनिया तो वीराने कहाँ जाते,
चलो अच्छा हुआ अपनों में कोई गैर तो निकला,
सभी होते अगर अपने तो बेगाने कहाँ जाते।

Na Milta Gham To Barbadi Ke Afsane Kahan Jaate,
Chaman Hoti Agar Duniya To Veerane Kahan Jaate,
Chalo Achchha Hua Apno Mein Koi Gair To Nikla,
Sabhi Hote Agar Apne To Begaane Kahan Jaate.

Barbaadi Ke Afsaane Ghum Shayari

Advertisement

देख कर उसको अक्सर हमें ये एहसास होता है,
कभी-कभी ग़म देने वाला भी बहुत खास होता है,
ये और बात है वो हर पल नहीं होता पास हमारे,
मगर उसका दिया ग़म अक्सर हमारे पास होता है।

Dekh Kar Usko Aksar Humein Ye Ehsaas Hota Hai,
Kabhi-Kabhi Gham Dene Wala Bahut Khaas Hota Hai,
Ye Aur Baat Hai Wo Har Pal Nahi Hota Paas Humare,
Magar Uska Diya Gham Aksar Humare Paas Hota Hai.

Advertisement

Kaun Rota Hai Kisi Ki Khatir

Gham Shayari, Ghamon Ne Sahara Diya

Advertisement

Read more Gham Shayari in Hindi