Wo Utna Hi Door Chala Gaya

Advertisement

मिलना इत्तेफाक था बिछड़ना नसीब था,
वो उतना ही दूर चला गया जितना करीब था,
हम उसको देखने के लिए तरसते रहे,
जिस शख्स की हथेली पे हमारा नसीब था।

Milna Ittefak Tha Bichhadna Naseeb Tha,
Wo Utna Hi Door Chala Gaya Jitna Kareeb Tha,
Hum Usko Dekhne Ke Liye Taraste Rahe.
Jis Shakhs Ki Hatheli Pe Humara Naseeb Tha.

Doorie Shayari in Hindi Wo Door Chala Gaya

Advertisement

दूर रहना आपका हमसे सहा नहीं जाता,
जुदा होके आपसे हमसे रहा नहीं जाता,
अब तो वापस लौट आइये हमारे पास,
हाले-दिल अब किसी से कहा नहीं जाता।

Door Rehna Aapka Humse Saha Nahi Jata,
Juda Hoke Aapse Humse Raha Nahi Jata,
Ab To Waapas Laut Aaiye Humare Paas,
Haale Dil Ab Kisi Se Kaha Nahi Jata.

Advertisement

Dooriyon Se Fark Nahi Padta

Dooriyon Ka Ehsaas Nahi Hota

Advertisement

Read more Dooriyan Shayari in Hindi