Duniya Ke Andhere Dard Bhari Shayari
रोशनी चाहूँ तो दुनिया के अँधेरे घेर लेते हैं
अगर कोई मेरी तरह जी ले तो जीना भूल जायेगा।
Roshni Chaahoon To Duniya Ke Andhere Gher Lete Hain,
Agar Koi Meri Tarah Jee Le To Jeena Bhool Jayega.
तुझसे पहले भी कई जख्म थे सीने में मगर,
अब के वह दर्द है दिल में कि रगें टूटती हैं।
Tujhse Pahle Bhi Kayi Zakhm The Seene Mein Magar,
Ab Ke Woh Dard Hai Ke Ragein TootTi Hain.
अब तो दामन-ए-दिल छोड़ दो बेकार उमीदों,
बहुत दर्द सह लिए मैंने बहुत दिन जी लिया मैंने।
Ab To Daaman-e-Dil Chhod Do Bekaar Ummeedo,
Bahut Dard Seh Liye Maine Bahut Din Jee Liya Maine.
शायरी में कहाँ सिमटता है दर्द-ए-दिल दोस्तो,
बहला रहे हैं खुद को जरा कागजों के साथ।
Shayari Mein Kahan SimatTa Hai Dard-e-Dil Dosto,
Bahla Rahe Hain Khud Ko Jara Kagazon Ke Saath.