Saaya Bhi Saath Chhod Jata Hai

Advertisement

कुछ पाने की चाहत में बहुत कुछ छूट जाता है,
न जाने सब्र का धागा कहाँ पर टूट जाता है,
जरा बताओ कि तुम किस को हमराह कहते हो,
यहाँ तो अपना साया भी साथ छोड़ जाता है।

Kuchh Paane Ki Chahat Mein Bahut Kuchh Chhoot Jata Hai,
Na Jaane Sabr Ka Dhaaga Kahan Par Toot Jata Hai,
Jara Bataao Ki Tum Kis Ko Humraah Kehte Ho,
Yahan To Apna Saaya Bhi Saath Chhod Jata Hai.

Advertisement

वक्त का कोई भी मंजर मुझे अब रास नहीं आता,
बहते पानी से ये दिन भी निकल जाएंगे,
गुरुर रात का टूटेगा तो जरूर,
मगर ख्वाब हजार हमारे भी बिखर जाएंगे।

Waqt Ka Koi Bhi Manjar Mujhe Ab Raas Nahi Aata,
Behte Paani Se Ye Din Bhi Nikal Jayenge,
Guroor Raat Ka Tootega To Jaroor,
Magar Khwaab Hajaar Humaare Bhi Bikhar Jayenge.

Advertisement

Raat Aakar Gujar Jaati Hai

Udaas Shaam Sad Hindi Shayari in Two Line

Advertisement

You may also like