इक तेरे बगैर ही न गुजरेगी ये ज़िंदगी मेरी,
बता मैं क्या करूँ सारे ज़माने की ख़ुशी लेकर।
Ek Tere Bagair Hi Na Gujregi Ye Zindagi Meri,
Bataa Main Kya Karoon Saare Zamane Ki Khushi Lekar.
हँसी यूँ ही नहीं आई है इस ख़ामोश चेहरे पर,
कई ज़ख्मों को सीने में दफ़न कर दिया हमने।
Hansi Yoon Hi Nahi Aayi Hai Iss Khamosh Chehre Par,
Kayi Zakhmo Ko Seene Mein Dafan Kar Diya Humne.
न ख्वाहिशें हैं न शिकवे हैं अब न ग़म हैं कोई,
ये बेख़ुदी भी कैसे-कैसे ग़ुल खिलाती है।
Na Khwaahishe Hain Na Shikwe Hain Ab Na Gham Hai Koi,
Ye Bekhudi Bhi Kaise-Kaise Gul Khilati Hai.
हमारे बगैर भी आबाद थी उनकी हर महफिल,
और हम समझते थे कि उनकी रौनकें हमसे है।
Humare Bagair Bhi Aabaad Thi Unki Har Mehfil,
Aur Hum Samajhte The Ki Unki Raunakein Humse Hain.
Usey Zamane Ne Bahut Sataya Hai
Sirf Chehre Ki Udaasi Se