Karoon Khud Se Hi Guftgu
उतना हसीन फिर कोई लम्हा नहीं मिला,
तेरे जाने के बाद कोई भी तुझ सा नहीं मिला,
सोचा करूँ मैं एक दिन खुद से ही गुफ्तगू,
लेकिन कभी मैं खुद को तन्हा नहीं मिला।
Utna Haseen Fir Koyi Lamha Nahi Mila,
Tere Jaane Ke Baad Koyi Bhi Tujh Sa Nahi Mila,
Socha Karoon Main Ek Din Khud Se Hi Guftgu,
Lekin Kabhi Main Khud Ko Tanha Nahi Mila.
ज़ख्म सब भर गए बस एक चुभन बाकी है,
हाथ में तेरे भी पत्थर था हजारों की तरह,
पास रहकर भी कभी एक नहीं हो सकते,
कितने मजबूर हैं दरिया के किनारों की तरह।
Zakhm Sab Bhar Gaye Bas Ek Chubhan Baki Hai,
Haath Mein Tere Bhi Patthar Tha Hajaaro Ki Tarah,
Paas Rehkar Bhi Kabhi Ek Nahi Ho Sakte,
Kitne Majboor Hain Dariya Ke Kinaro Ki Tarah.