Keh Na Paaye Umr Bhar

Advertisement

था जहाँ कहना वहां कह न पाये उम्र भर,
कागज़ों पर यूँ शेर लिखना बेज़ुबानी ही तो है।
Tha Jahan Kehna Wahan Keh Na Paaye Umr Bhar,
Kagzo Par Yoon Sher Likhna BeJubani Hi To Hai.

Kagazo Par Sher Likhna Sad Hindi Shayari

अब भी इल्जाम-ए-मोहब्बत है हमारे सिर पर,
अब तो बनती भी नहीं यार हमारी उसकी।
Ab Bhi ilzam-e-Mohabbat Hai Humare Sar Par,
Ab To Banti Bhi Nahi Yaar Humari Uski.

Advertisement

वो एक ख़त जो उसने कभी लिखा ही नहीं,
मैं रोज बैठ कर उसका जवाब लिखता हूँ।
Woh Ek Khat Jo Usne Kabhi Likha Hi Nahi,
Main Roj Baithh Kar Uska Jawab Likhta Hun.

रंज़िश ही सही दिल को दुखाने के लिए आ,
आ फिर से मुझे छोड़ जाने के लिए आ।
Ranjish Hi Sahi Dil Ko Dukhane Ke Liye Aa,
Aa Phir Se Mujhe Chhod Jaane Ke Liye Aa.

इक झलक देख लें तुझको तो चले जाएंगे,
कौन आया है यहाँ उम्र बिताने के लिए।
Ek Jhalak Dekh Lein TujhKo To Chale Jayenge,
Kaun Aaya Hai Yahan Umr Bitaane Ke Liye.

Advertisement

Sad Hindi Poetry, Apna Ghar Tak Jala Diya

Sad Shayari, Usne Sataya Bhi Nahi

Advertisement

You may also like