Gujra Hoon Hadsaat Se
गुजरा हूँ हादसात से लेकिन वही हूँ मैं,
तुम ने तो एक बात पे रस्ते बदल लिए।
Gujra Hoon Hadsaat Se Lekin Wahi Hoon Main,
Tum Ne To Ek Baat Pe Raste Badal Liye.
मेरे मुक़द्दर को भी गिला रहा है मुझसे,
कि किसी और का होता तो संवर गया होता।
Mere Muqaddar Ko Bhi Gila Raha Hai MujhSe,
Ke Kisi Aur Ka Hota To Sanwar Gaya Hota.
अजब चिराग हूँ दिन-रात जलता रहता हूँ,
थक गया हूँ मैं हवा से कहो बुझाए मुझे।
Ajab Chirag Hoon Din-Raat Jalta Rehta Hoon,
Thak Gaya Hoon Hawa Se Kaho Bujhaaye Mujhe.
नहीं होता यकीन फिर भी कर ही लेता हूँ,
जहाँ इतने हुए एक और फरेब हो जाने दो।
Nahi Hota Yakeen Fir Bhi Kar Hi Leta Hun,
Jahan Itne Hue Ek Aur Fareb Ho Jane Do.