Andaaza Meri Tabaahi Ka
तुम कहाँ लगा पाओगे अंदाजा मेरी तबाही का,
तुमने देखा ही कहाँ है मुझको शाम के बाद।
Tum Kahan Laga Paoge Andaaza Meri Tabaahi Ka,
Tumne Dekha Hi Kahan Hai Mujhko Shaam Ke Baad.
न करना भरोसा इस दुनिया में किसी पर,
मुझे तबाह करने वाला मेरा बड़ा अजीज़ था।
Na Karna Bharosa Iss Duniya Main Kisi Par,
Mujhe Tabaah Karne Wala Mera Bada Ajeez Tha.
क्या शख्स था जिसने ज़िन्दगी तबाह कर दी,
राज़ की बात है दिल उससे खफा अब भी नहीं।
Kya Shakhs Tha Jisne Zindagi Tabaah Kar Di,
Raaz Ki Baat Hai Dil Uss Se Khafa Ab Bhi Nahi.