Chehra Wo Chaand Sa Dekhe

Advertisement

उसी तरह से हर एक ज़ख्म खुशनुमा देखे,
वो आये तो मुझे अब भी हरा-भरा देखे,
गुजर गए हैं बहुत दिन रफाकत-ए-शब में,
एक उम्र हो गई चेहरा वो चाँद-सा देखे।

Usee Tarah Se Har Ik Zakhm Khushnuma Dekhe,
Wo Aaye To Mujhe Ab Bhi Hara Bhara Dekhe,
Gujar Gaye Hain Bahut Din Rafaqat-e-Shab Mein,
Is Umr Ho Gayi Chehra Wo Chaand Sa Dekhe.

Advertisement

झोंका इधर से न आये नसीम-ए-बहार का,
नाजुक बहुत है फूल चराग-ए-मज़ार का,
फिर बैठे-बैठे वादा-ए-वस्ल उसने कर दिया,
फिर उठ खड़ा हुआ वही रोग इंतज़ार का।

Jhonka Idhar Na Aaye Naseem-e-Bahar Ka,
Nazuk Bahut Hai Phool Chiragh-e-Mazaar Ka,
Fir Baithe-Baithe Vaada-e-Vasl Usne Kar Liya,
Fir Uthh Khada Hua Wahi Rog Intezar Ka.
(Amir Meenai)

Advertisement

Har Pal Tera Intezaar Shayari

Mera PardaNashin Kahan

Advertisement

Read more Intezaar Shayari in Hindi