To Kyun Gham Karoon

Advertisement

सोच सोचकर उम्र क्यूँ कम करूँ,
वो नहीं मिला तो करूँ ग़म करूँ,
न हुआ न सही दीदार उनका,
किसलिए भला आँखें नम करूँ।

Soch-Soch Kar Umr Kyun Kam Karoon,
Wo Nahi Mila To Kyun Gham Karoon,
Na Hua Na Sahi Deedar Unka,
KisLiye Bhala Aankhein Nam Karoon.

Advertisement

प्यार ने ये कैसा तोहफा दे दिया,
मुझको ग़मों ने पत्थर बना दिया,
तेरी यादों में ही कट गयी ये उम्र,
कहता रहा तुझे कब का भुला दिया।

Pyar Ne Ye Kaisa Tohfa De Diya,
MujhKo Ghamon Ne Patthar Bana Diya,
Teri Yaadon Mein Hi Kat Gayi Yeh Umr,
Kehta Raha Tujhe Kab Ka Bhula Diya.

Advertisement

Hum Apna Gham Bhulaate Hain

Shayari Gham-e-Ishq Ka Fasaana

Advertisement

Read more Gham Shayari in Hindi