ये मायूस सफर और ये ग़मगीन शाम,
मैं रुक तो जाऊं मगर कोई रोकता नहीं।
Ye Mayoos Safar Aur Ye Ghamgeen Shaam,
Main Ruk To Jaaun Magar Koi Rokta Nahi.
तेज रफ़्तार ज़िन्दगी का ये आलम है दोस्तों,
सुबह के ग़म भी शाम को पुराने लगते हैं।
Tej Raftaar Zindagi Ka Ye Aalam Hai Dosto,
Subah Ke Gham Bhi Sham Ko Puraane Lagte Hain.
सिर्फ ज़िन्दा रहने को ज़िन्दगी नहीं कहते,
कुछ ग़मे-मोहब्बत हो कुछ ग़मे-जहान हो।
Sirf Zinda Rahne Ko Zindagi Nahi Kehte,
Kuchh Gham-e-Mohabbat Ho Kuchh Gham-e-Jahan Ho.
Gujre Din Ke Gham Se Nahi Fursat
बढ़ जाये ताल्लुक तो ग़म मिलते हैं