Gam Shayari, Gham Ka Fasaana Hai

Advertisement

शिकायत क्या करूँ दोनों तरफ ग़म का फसाना है,
मेरे आगे मोहब्बत है तेरे आगे ज़माना है।
Shikayat Kya Karoon Dono Taraf Gham Ka Fasaana Hai,
Mere Aage Mohobbat Hai Tere Aage Zamana Hai.

Gham Ka Fasaana Hindi Gam Bhari Shayari

देखकर तुमको अक्सर हमें ये एहसास होता है,
कभी कभी ग़म देने वाला भी कितना ख़ास होता है।
Dekh Kar Tumko Aksar Humein Ye Ehsaas Hota Hai,
Kabhi Kabhi Gham Dene Wala Bhi Kitna Khaas Hota Hai.

Advertisement

कब तक पियें यह ज़हर-ए-ग़म ऐ साकिए-हयात,
घबरा गये हैं अब तेरी दरियादिली से हम।
Kab Tak Piyein Yeh Zeher-e-Gham Ai Saakiye-Hayat,
Ghabra Gaye Hain Ab Teri Dariya-Dili Se Hum.

इलाही उनके हिस्से का भी ग़म मुझको अता कर दे,
कि उन मासूम आँखों में नमी देखी नहीं जाती।
ilaahi Unke Hisse Ka Gham Bhi Mujhko Ataa Kar De,
Ki Unn Masoom Aankhon Mein Nami Dekhi Nahi Jati.

Advertisement

Wohi Gham Hai Jidhar Jayein

Kitne Gham Chipaaye Humne

Advertisement

Read more Gham Shayari in Hindi