Khwaab Mein Aaya Karo
उसने कहा कि ख्वाब में आया करो कभी,
हमने कहा कि रात में हम जाते नहीं कहीं।
Usne Kaha Ki Khwaab Mein Aaya Karo Kabhi,
Humne Kaha Ki Raat Mein Hum Jaate Nahin Kahin.
वो इस कदर... मेरे दिल में घर कर गई,
जैसे बकरी गुलाब के बगीचे को चर गई।
Wo Iss Kadar Mere Dil Mein Ghar Kar Gayi,
Jaise Bakri Gulaab Ke Bageeche Ko Char Gayi.
बिछड़ के तुझसे किसी दूसरे पे मरना है,
ये तजुरबा भी इसी जिंदगी में करना है।
Bichhad Ke Tujhse Kisi Doosare Pe Marna Hai,
Ye Tajurba Bhi Isee Zindagi Mein Karna Hai.
मुझको वो इस अदा से भी मस्त लग गए,
जब भी मिठाई खाई उनको दस्त लग गए।
Mujhko Wo Iss Adaa Se Bhi Mast Lag Gaye,
Jab Bhi Mithhaayi Khayee Unko Dast Lag Gaye.
एक मैं हूँ लहरों की तरह कि चैन नहीं है,
एक तू है गधे बेच कर सो जाता है।
Ek Main Hoon Lehron Ki Tarah Ke Chain Nahi Hai,
Ek Tu Hai Ke Gadhe Bech Kar So Jata Hai.
उनसे दवाई टाइम पर पी ही नहीं गई,
वो खुजा खुजा के मर गए खुजली नहीं गई।
Unse Dawaai Time Par Pee Hi Nahin Gayi,
Wo Khuja-Khuja Ke Mar Gaye Khujli Nahin Gayi.