Pyar Bahut Tadpata Hai

Advertisement

ये सच है कि हम मोहब्बत से डरते हैं,
क्यूँ कि ये प्यार दिल को बहुत तड़पाता है,
आँख में आँसू तो हम छुपा सकते हैं,
दर्द-ए-दिल दुनिया को पता चल जाता है।

Ye Sach Hai Ki Hum Mohabbat Se Darte Hain,
Kyun Ki Ye Pyar Dil Ko Bahut Tadpata Hai,
Aankh Mein Aansoo To Hum Chhupa Sakte Hain,
Dard-e-Dil Duniya Ko Pata Chal Jata Hai.

Pyar Bahut Tadpata Hai Painful

कितना अजीब ज़िन्दगी का सफर निकला,
सारे जहाँ का दर्द अपना मुक़द्दर निकला,
जिसके नाम अपना हर लम्हा कर दिया,
वही हमारी चाहत से बेखबर निकला।

Advertisement

Kitna Ajeeb Zindagi Ka Safar Nikla,
Saare Jahaan Ka Dard Apna Muqaddar Nikla,
Jiske Naam Apna Har Lamha Kar Diya,
Wahi Humari Chaahat Se BeKhabar Nikla.

जो नजर से गुजर जाया करते हैं,
वो सितारे अक्सर टूट जाया करते हैं,
कुछ लोग दर्द को जाहिर नहीं होने देते,
बस चुपचाप बिखर जाया करते हैं।

Jo Najar Se Gujar Jaya Karte Hain,
Wo Sitaare Aksar Toot Jaya Karte Hain,
Kuchh Log Dard Ko Jaahir Nahin Hone Dete,
Bas Chupchap Bikhar Jaya Karte Hain.

Advertisement

Mere Dard Ka Hissa Lekar Dekho

Bahut Dard Hai Mohabbat Mein

Advertisement

You may also like