तरस आता है मुझे अपनी मासूम सी पलकों पर,
जब भीग कर कहती है कि अब रोया नहीं जाता।
Taras Aata Hai Mujhe Apni Masoom Si Palkon Par,
Jab Bheeg Kar Kahti Hain Ke Ab Roya Nahi Jata.
मैं भी बहूत अजीब हूँ इतना अजीब हूँ कि बस,
खुद को तबाह कर लिया और मलाल भी नहीं।
Main Bhi Bahut Ajeeb Hoon Itna Ajeeb Hoon Ke Bas,
Khud Ko Tabaah Kar Liya Aur Malal Bhi Nahi.
बदले तो नहीं हैं वो दिल-ओ-जान के करीने,
आँखों की जलन दिल की चुभन अब भी वही है।
Badle To Nahi Hain Wo Dil-o-Jaan Ke Kareene,
Aankhon Ki Jalan Dil Ki Chubhan Ab Bhi Wahi Hai.
Meri Hansi Mein Chhupa Dard
Jiska Dard Uska Dard