ग़म सलीके में थे जब तक हम खामोश थे,
जरा जुबान क्या खुली दर्द बे-अदब हो गए।
Gham Saleeke Mein The Jab Tak Hum Khamosh The,
Jara Jubaan Kya Khuli Dard Be-Adab Ho Gaye.
वो मेरी ग़ज़ल पढ़ कर पहलू बदल के बोले,
कोई छीने कलम इनसे ये तो जान ले चले हैं।
Wo Meri Ghazal Parh Ke Pehloo Badal Ke Bole,
Koi Chheene Kalam Inse Ye To Jaan Le Lete Hain.
पास जब तक वो रहे दर्द थमा रहता है,
फैलता जाता है फिर आँख के काजल की तरह।
Paas Jab Tak Wo Rahe Dard Thama Rehta Hai,
Failta Jata Hai Fir Aankh Ke Kajal Ki Tarah.
Jiska Dard Uska Dard
Mere Dard Ka Hissa Lekar Dekho