Wo Hi Bewafa Nikala
मेरी तलाश का है जुर्म
या मेरी वफा का क़सूर,
जो दिल के करीब आया
वही बेवफा निकला।
Meri Talaash Ka Jurm Hai
Ya Meri Wafa Ka Kasoor,
Jo Dil Ke Qareeb Aaya
Wo Hi Bewafa Nikala.
मिला के खाक में दिल को
वो इस अंदाज़ में बोले,
मिट्टी का खिलौना था,
कहाँ रखने के काबिल था।
Mila Ke Khaq Mein Dil Ko
Wo Iss Andaaz Mein Bole,
Mitti Ka Khilona Tha
Kahan Rakhne Ke Qabil Tha.
जाते जाते उसने पलटकर
सिर्फ इतना कहा मुझसे,
मेरी बेवफाई से ही मर जाओगे
या मार के जाऊं।
Jaate Jaate Uss Ne Palatkar
Sirf Itna Kaha Mujh Se,
Meri Bewafai Se Hi Mar Jaoge
Ya Maar Ke Jaaun.