Bewafai Bayaan Karna

Advertisement

न मैं शायर हूँ न मेरा शायरी से कोई वास्ता,
बस शौक बन गया है तेरी बेवफाई बयाँ करना।
Na Main Shayar Hoon Na Mera Shayari Se Koi Wasta,
Bas Shauk Ban Gaya Hai Teri Bewafai Bayaan Karna.

मोहब्बत से भरी कोई ग़ज़ल उसे पसंद नहीं,
बेवफाई के हर शेर पे वो दाद दिया करते हैं।
Mohabbat Se Bhari Koyi Ghazal Use Pasand Nahi,
Bewafai Ke Har Sher Pe Woh Daad Diya Karte Hain.

Advertisement

वो जमाने में यूँ ही बेवफ़ा मशहूर हो गये दोस्त,
हजारों चाहने वाले थे किस-किस से वफ़ा करते।
Wo Zamane Mein Yun Hi Bewafa MashHoor Ho Gaye Dost,
Hajaro Chahne Wale The Kis-Kis Se Wafa Karte.

दिमाग पर जोर डाल कर गिनते हो गलतियाँ मेरी,
कभी दिल पे हाथ रख के पूछो कसूर किसका था।
Dimag Pe Zor Dal Kar Ginte Ho Galtiyan Meri,
Kabhi Dil Pe Hath Rakh Ke Puchho Kasoor Kiska Tha.

Advertisement

Bewafa Logon Ki Duniya

Wo Hi Bewafa Nikala

Advertisement

Read more Bewafa Shayari in Hindi