Shayari Aankhon Ko Parhna Seekh Lo

Advertisement

अगर कुछ सीखना ही है तो
आँखों को पढ़ना सीख लो,
​वरना ​लफ़्ज़ों के मतलब तो
हजारों निकल आते है।
Agar Kuchh Sikhna Hi Hai To
Aankhon Ko Parhna Seekh Lo,
Varna Lafz Ke Matlab To
Hajaaron Nikal Aate Hain.

ऐ वाइज़-ए-नादाँ करता है
तू एक क़यामत का चर्चा,
यहाँ रोज़ निगाहें मिलती हैं
यहाँ रोज़ क़यामत होती है।
Ai Waiz-e-Nadaan Karta Hai
Tu Ek Qayamat Ka Charcha,
Yehan Roj Nigaahein Milti Hain
Yehan Roj Qayamat Hoti Hai.

Advertisement

उस की आँखों में नज़र आता था
सारा जहाँ मुझ को,
अफ़सोस उन आँखों में कभी
खुद को नहीं देखा मैंने।
Uss Ki Udaas Aankhon Mein Najar Aata Tha
Saara Jahaan Mujh Ko,
Afsos Unn Aankhon Mein Kabhi
Khud Ko Nahi Dekha Maine.

उस घड़ी देखो उनका आलम
जब नींद से हों बोझल आँखें,
कौन मेरी नजर में समाये
जबसे देखी हैं मैंने तुम्हारी आँखें।
Uss Ghadi Dekho Unka Aalam
Jab Neend Se Hon Bhojhal Aakhein,
Kaun Meri Najar Mein Samaaye
Jab Se Dekhi Hain Maine Tumhari Aankhein.

Advertisement

Aankhon Ko Dekh Ke Mohabbat

Bahut Bewaak Aankhon Mein

Advertisement

Read more Aankhein Shayari in Hindi