Aankhein Sher Sunaane Lag Jayein

Advertisement

उसकी आँखें जो कभी शेर सुनाने लग जायें,
जितनी गज़लें हैं ज़माने में ठिकाने लग जायें।
Uski Aankhein Jo Sher Sunaane Lag Jayein,
Jitni Ghazalein Hain Zamane Mein Thhikane Lag Jayein.

तेरी झील सी गहरी आँखों को नील कँवल कह दूँ,
दुनिया जल जाएगी जो तुझ पर ग़ज़ल कह दूँ।
Teri Jheel Si Gehri Aankhon Ko Jo Neel Kanwal Keh Doon,
Duniya Jal Jayegi Jo Tujh Per Ghazal Keh Doon.

Advertisement

उनकी नजरों में बड़ी गहराई थी बेबाक,
तुम उनको बचाने नहीं, खुद को डुबाने गए थे।
Unki Najron Mein Badi Gehraayi Thi Bebaaq,
Tum Unko Bachaane Nahi, Khud Ko Dubaane Gaye The.

हम न समझे, तेरी नजरों का तकाजा क्या है,
कभी परदा, कभी जलवा, ये तमाशा क्या है?
Hum Na Samajhe, Teri Najron Ka Takaaza Kya Hai,
Kabhi Parda, Kabhi Jalwaa, Ye Tamaasha Kya Hai?

Advertisement

Aankhon Ne Mohabbat Mein

Aankhon Ke Samandar Mein

Advertisement

Read more Aankhein Shayari in Hindi