Bholi Sooraton Wale
मेरी तस्बीह के दाने हैं
भोली सूरतों वाले,
निगाहों में फिराता हूँ
इबादत होती जाती है।
Meri Tasbeeh Ke Daane Hain
Bholi Sooraton Wale,
Nigaahon Mein Firata Hoon
Ibaadat Hoti Jaati Hai.
हटा कर ज़ुल्फ़ चेहरे से
न छत पर शाम को आना,
कहीं कोई ईद ही न कर ले
अभी रमज़ान बाकी है।
Hata Kar Zulf Chehre Se
Na Chhat Par Shaam Ko Jana,
Kahin Koyi Eid Na Kar Le
Abhi Ramzaan Baaki Hai.
तेरी बेझिझक हँसी से
न किसी का दिल हो मैला,
ये नगर है आईनों का
यहाँ साँस ले संभल के।
Teri Be-Jhijhak Hansi Se
Na Kisi Ka Dil Ho Maila,
Ye Nagar Hai Aayino Ka
Yahan Saans Le Sambhal Ke.