Intezaar Shayari, Aayenge Kab Wo ?

Advertisement

Aayenge Kab Wo Intezaar Shayari in Hindi

कुछ बातें करके वो हमें रुला के चले गए,
हम न भूलेंगे यह एहसास दिला के चले गए,
आयेंगे कब वो अब तो यह देखना है उम्र भर,
बुझ रही है आग जिसे वो जला कर चले गए।
Kuchh Baatein Karke Wo Humein Rula Ke Chale Gaye,
Hum Na Bhulenge Ye Ehsaas Dila Ke Chale Gaye,
Aayenge Kab Wo Ab To Ye Dekhna Hai Umr Bhar,
Bujh Rahi Hai Aag Jise Wo Jalaa Kar Chale Gaye.

Advertisement

वफ़ा में अब यह हुनर इख़्तियार करना है,
वो सच कहें या ना कहें बस ऐतबार करना है,
यह तुझको जागते रहने का शौक कबसे हो गया,
मुझे तो खैर तेरा इंतज़ार करना है।
Wafa Mein Ab Ye Hunar ikhtiyaar Karna Hai,
Wo Sach Kahein Ya Na Kahein Bas Aitbaar Karna Hai,
Ye Tujhko Jaagte Rehne Ka Shauk Kab Se Ho Gaya,
Mujhe To Khair Tera Intezaar Karna Hai.

मेरे दिल की हर धड़कन तुम्हारे लिए है,
मेरी हर दुआ तुम्हारी मुस्कराहट के लिए है।
तुम्हारी हर अदा मेरे दिल को चुराने के लिए है,
अब तो मेरी ज़िन्दगी तुम्हारे इंतज़ार के लिए है।
Mere Dil Ki Har Dhadkan Tumhare Liye Hai,
Meri Har Dua Tumhari Muskurahat Ke Liye Hai,
Tumhari Har Adaa Mere Dil Ko Churane Ke Liye Hai,
Ab To Meri Zindagi Tumhare Intezaar Ke Liye Hai.

Advertisement

Aankh Mein Intezaar Dikhe

Shayari on Wait, Apna Hi Intezaar Kiya

Advertisement

Read more Intezaar Shayari in Hindi