Shayari Intezaar Ki Ghadiyan
इक मैं कि इंतज़ार में घड़ियाँ गिना करूँ,
इक तुम कि मुझसे आँख चुराकर चले गये।
Ek Main Ki Intezaar Mein Ghadiyan Gina Karoon,
Ek Tum Ki Mujhse Aankh Churakar Chale Gaye.
उसे भुला दे मगर इंतज़ार बाकी रख,
हिसाब साफ न कर कुछ हिसाब बाकी रख।
Usey Bhula De Magar Intezar Baaki Rakh,
Hisaab Saaf Na Kar Kuchh Hisaab Baaki Rakh.
ऐसी ही इंतज़ार में लज़्ज़त अगर न हो,
तो दो घड़ी की फ़िराक़ में अपनी बसर न हो।
Aisi Hi Intezaar Mein Lazzat Agar Na Ho,
To Do Ghadi Ki Firaaq Mein Apni Basar Na Ho.
हमने तो उस शहर में भी किया इंतज़ार तेरा,
जहाँ मोहब्बत का कोई रिवाज़ न था।
Humne To Uss Shahar Mein Bhi Kiya Intezar Tera,
Jahan Mohabbat Ka Koi Riwaaz Na Tha.