Marham Ka Takalluf Na Karo
दिए हैं ज़ख्म तो मरहम का तकल्लुफ न करो,
कुछ तो रहने दो मेरी जात पे एहसान अपना।
Diye Hain Zakhm To Marham Ka Takalluf Na Karo,
Kuchh To Rehne Do Meri Jaat Pe Ehsaan Apna.
मोहब्बत की मिसाल में बस इतना ही कहूँगा।
बेमिसाल सज़ा है किसी बेगुनाह के लिए।
Mohabbat Ki Misaal Mein, Bas Itna Hi Kahunga,
BeMisaal Sazaa Hai Kisi Be-Gunaah Ke Liye.
तू भी औरों की तरह मुझसे किनारा कर ले,
सारी दुनिया से बुरा हूँ तेरे काम का नहीं।
Tu Bhi Auro Ki Tarah Mujhse Kinara Kar Le,
Saari Dunia Se Bura Hoon Tere Kaam Ka Nahi.
हाँ मुझे रस्म-ए-मोहब्बत का सलीक़ा ही नहीं,
जा किसी और का होने की इजाज़त है तुझे।
Haan Mujhe Rasm-e-Mohabbat Ka Saleeka Hi Nahi,
Ja Kisi Aur Ka Hone Ki Ijaazat Hai Tujhe.
बस तुम्हें पाने की तमन्ना नहीं रही,
मोहब्बत तो आज भी तुमसे बेशुमार करते हैं।
Bas Tumhein Paane Ki Tamanna Nahi Rahi,
Mohabbat To Aaj Bhi Tumse Beshumar Karte Hain.