Rukhsat-e-March Mein Barsaat

Advertisement

रोया है फ़ुर्सत से कोई सारी रात यकीनन,
वर्ना रुख़सत-ए- मार्च में यहाँ बरसात नहीं होती।
Roya Hai Fursat Se Koyi Saari Raat Yakeenan,
Varna Rukhsat-e-March Mein Yahan Barsaat Nahi Hoti.

ऐ खुदा हिचकियों में कुछ तो फर्क डाला होता,
अब कैसे पता करूँ कि कौनसी वाली याद कर रही है।
Ai Khuda Hichkiyon Mein Kuchh To Farq Daala Hota,
Ab Kaise Pata Karun Ki Kaun Si Wali Yaad Kar Rahi Hai.

Advertisement

Maa Ki Chappal Se Aaram Aaya

कैसे मुमकिन था किसी दवा से इलाज़ ग़ालिब।
इश्क का रोग था माँ की चप्पल से ही आराम आया।
Kaise Mumkin Tha Kisi Davaa Se ilaaj Ghalib,
Ishq Ka Rog Tha Maa Ki Chappal Se Hi Aaram Aaya.

तेरे इश्क ने सरकारी दफ्तर बना दिया दिल को,
ना कोई काम करता है, ना कोई बात सुनता है।
Tere Ishq Ne Sarkari Daftar Bana Diya Dil Ko,
Na Koi Kaam Karta Hai Na Koi Baat Sunta Hai.

Advertisement

Mat Kar Haseeno Se Mohabbat

Ladkiyon Se Pyar Na Karna

Advertisement

You may also like