Bollywood Shayari

Advertisement

Garmi-e-Hasrat-e-Nakaam

Move Raaz Shayari

गर्मी-ए-हसरत-ए-नाकाम से जल जाते हैं,
हम चिरागों की तरह शाम से जल जाते हैं,
शमा जिस आग में जलती है नुमाइश के लिए,
हम उसी आग में गुमनाम से जल जाते हैं।

Garmi-e-Hasrat-e-Nakaam Se Jal Jaate Hai,
Hum Chiragon Ki Tarah Shaam Se Jal Jaate Hai,
Shama Jis Aag Mein Jalti Hai Numaish Ke Liye,
Hum Ussi Aag Mein Gumnaam Se Jal Jaate Hai.

Movie : Raaz (2002)

Advertisement

You May Also Like