Kabhi Lafz Bhool Jaaun Kabhi Baat

Advertisement

कभी लफ्ज़ भूल जाऊं कभी बात भूल जाऊं,
तूझे इस कदर चाहूँ कि अपनी जात भूल जाऊं,
कभी उठ के तेरे पास से जो मैं चल दूँ,
जाते हुए खुद को तेरे पास भूल जाऊं।

Kabhi Lafz Bhool Jaaun Kabhi Baat Bhool Jaaun,
Tujhe Iss Kadar Chahun Ki Apni Jaat Bhool Jaaun,
Kabhi Uthh Ke Tere Paas Se Jo Main Chal Dun,
Jaate Huye Khud Ko Tere Paas Bhool Jaaun.

इस से पहले कि सारे ख्वाब टूट जायें,
और ये ज़िन्दगी हम से रूठ जाए,
एक दूसरे के प्यार में खो जायें इस कदर,
कि हम सारे गमों को भूल जायें।

Iss Se Pehle Ki Saare Khwaab Toot Jaayein,
Aur Yeh Zindagi Hum Se Rooth Jaaye,
Ek Doosre Ke Pyar Mein Kho Jaayein Iss Kadar,
Ke Hum Saare Ghamon Ko Bhool Jayein.

Advertisement

बस तेरे होने से मिली मेरी धड़कनों को जिंदगी,
तेरे बिना अब सांस लूँ मेरे लिए मुमकिन नहीं,
महसूस ये होता है तू मेरे लिए है लाजिमी,
तेरे बिना लम्हें चलें अब तो ये मुमकिन नहीं।

Bas Tere Hone Se Mili Meri Dhadkano Ko Zindagi,
Tere Bina Ab Saans Loon Mere Liye Mumkin Nahi,
Mehsoos Ye Hota Hai Tu Mere Liye Hai Laazmi,
Tere Bina Lamhe Chalein Ab To Ye Mumkin Nahi.

Advertisement

Tum Mil Gaye To Naraj Hai Khuda

Tujhe Dil Mein Rakh Kar

Advertisement

You may also like