Toota Dil Shayari, Dil Ki Kya Bisaat Thi
दिल की क्या बिसात थी निगाह-ए-जमाल में,
इक आइना था टूट गया देख-भाल में।
Dil Ki Kya Bisaat Thi Nigaah-e-Jamaal Mein,
Ek Aayina Tha Toot Gaya Dekh-Bhaal Mein.
दिल में आया था वो बहुत से रास्तों से,
जाने का रास्ता न मिला तो दिल ही तोड़ दिया।
Dil Mein Aaya Tha Wo Bahut Se Raston Se,
Jane Ka Rasta Na Mila To Dil Hi Tod Diya.
ऐसा नहीं है कि अब तेरी जुस्तजू नहीं रही,
बस टूट कर बिखरने की आरज़ू नहीं रही।
Aisa Nahi Hai Ki Ab Teri Justjoo Nahi Rahi,
Bas Toot Kar Bikharne Ki Aarzoo Nahi Rahi.
मत पूछ शीशे से उसके टूटने की वजह,
उसने भी किसी पत्थर को अपना समझा होगा।
Mat Poochh Sheeshe Se Uske Tootne Ki Wajah,
Usne Bhi Kisi Patthar Ko Apna Samjha Hoga.